You Are a Bitch
Character: Kabir (25-35)
Duration: 1 Minute
Kabir stands in front of Neha, furious and heartbroken.
KABIR (gusse aur dard mein)
Tumne mujhe cheat kiya, Neha, Jab mere saath rehna hi nahi tha, toh mujhe apni aadat kyun lagayi?
You wasted my fucking life, Aur ab tum keh rahi ho ki tum kisi aur se pyaar karti ho?
Nahi! I’m not giving you a breakup! I love you, yaar. I want you! Mere saath chalo. Bas, baat khatam!
Neha refuses. Kabir’s anger slowly breaks.
Achha, theek hai phir.
Aankhein jhuka kar, bhari awaaz mein.
Agar tumne faisla kar hi liya hai na, toh jao. Karo apni marzi.
Aansu rokne ki koshish karta hai, phir halki si smile.
Aur haan, kabhi meri yaad aaye na, ya zindagi mein meri zaroorat pade.
Toh main yahin hoon.
He looks away, struggling to hold back tears.
Acting tip: First 30 seconds mein anger aur desperation rakho. Phir “Achha, theek hai phir” par energy suddenly drop karo.
Last line dheere bolo, jaise Kabir khud se bhi apna dard chhupa nahi paa raha.

